Dhun Lyrics

Arijit Singh Saiyaara Hindi
Dhun cover
Rating: 0/5 (0)

Dhun lyrics

Hmm Mmm.. Aa Aa
Ho Ho Ho Ho
Ho Ho Ho Ho

Shohratein toh nahi hai mili
Na raees hu main bada
Jeb mein hai nahi kuch magar
Aas hai jo woh sunle zara

Tere is dil ko churane ke liye
Hai yahi ek dhun
Sanam ko apna banane ke liye
Hai yahi ek dhun

Hai yahi ek dhun
Ho Ho Aa Aa.. Ho Ho Ho Ho

Jab bhi barsaat aaye
Palkon me dhaak loonga
Na kami koi khalegi
Tujhe itna pyar doonga

Chand tare le aaun
Hai yeh to mumkin nahi
Par vada hai ye kasam se
Tere sath main rahunga
Tere sath main rahunga

Ye main dawa nahi kar raha
Koi Taj Mahal hai mera
Naam ki chand deeware hai
Jinko hi ghar main kehta raha

Tere is ghar ko sajane ke liye
Hai yahi ek dhun
Sanam ko apna banane ke liye
Hai yahi ek dhun

Hai yahi ek dhun
Ho Ho Ho Ae Ae.. Ek Dhun
Ho Ho Ho Ae Ae.. Ek Dhun

Tere is dil ko churane ke liye
Hai yahi ek dhun

Music Video

अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न (FAQ)

"Dhun" गाना Arijit Singh ने गाया है।

"Dhun" गाना "Saiyaara" से है।

"Dhun" गाने के बोल Mithoon ने लिखे हैं और संगीत Mithoon ने दिया है।

"Dhun" के म्यूजिक वीडियो में Ahaan Panday, Aneet Padda नजर आते हैं।

Comments

Links are not allowed in comments.

No comments yet. Be the first to comment.

Dhun - Song Information
Dhun lyrics is from Saiyaara. The song is sung by Arijit Singh, with music composed by Mithoon, with lyrics written by Mithoon. This Hindi track offers an engaging musical experience for listeners. It was released on Jul 1, 2025 under the YRF Music label. The official music video is available for this song. It features Ahaan Panday, Aneet Padda and is directed by Mohit Suri. This song adds to the soundtrack of Saiyaara.

Dhun - Song Credits & Details