Tum Ho Toh Lyrics

Hansika Pareek, Vishal Mishra Saiyaara Hindi
Tum Ho Toh cover
Rating: 0/5 (0)

Tum Ho Toh lyrics

Hmm Hmm….

In Haathon Mein Jab Se Hai Aaya
Yeh Haath Tumhara
Jaise Dariya Ki Halchal Ko
Mil Jaaye Koi Kinaara

Tumhare Sang Aawargi Bhi
Aawargi Bhi Deti Hai Jaise Sukoon
Tumhare Sang Har Ek Lamha
Har Ek Lamha Yaadein Nayi Main Bunoon

Tum Ho Toh Subaha Nayi Hai
Tum Ho Toh Shaamein Haseen Hai
Ik Duniya Sapnon Si Hai
Tum Ho Toh Ispe Yakeen Hai

Tum Ho Toh Sab Achha Hai
Tum Ho Toh Waqt Thama Hai
Tum Ho Toh Yeh Lamha Hai
Tum Ho Toh Isme Sada Hai

Tum Ho Toh
Is Lamhein Mein Sada Hai

Tum Mile In Dardon Mein Raahat Banke
Tum Mile Ek Sufi Ki Chahat Banke
Main Kya Kahun Koi Lafz Hi Qabil Nahi Hai
Par Mujhko Itna Hai Pata

Tumhari In Aankhon Se Saare
Aankhon Se Saare Le Loon Andhere Tere
Meri Jaan Abhi Baatenge Milke
Baatenge Milke Saare Savere Mere

Tum Ho Toh Dhoop Hai Maddham
Tum Ho Toh Chhaon Hai Har Dam
Tum Ho Toh Haq Mein Hai Mere
Aate Jaate Yeh Mausam

Tum Ho Toh Sab Achha Hai
Tum Ho Toh Waqt Thama Hai
Tum Ho Toh Yeh Lamha Hai
Tum Ho Toh Isme Sada Hai

Hum Na Jaane Aise Hum Kab Hasse The
Hum Aise Hi Besabab Jee Rahe The

Meri Yeh Duayein Sunn Li Kisi Ne
Lagta Hai Sach Mein Khuda Hai
Aise Toh Koi Bhi Milta Kahan Hai
Jaise Mujhko Tu Mila

Tumhare Sang Jo Bhi Mila Hai
Ab Ek Pal Bhi Khona Nahi Hai Mujhe
Tumhare Sang Raaton Mein Jag Ke
Dekhun Tumhein Bas Sona Nahi Hai Mujhe

Tum Ho Toh Sab Achha Hai
Tum Ho Toh Waqt Thama Hai
Tum Ho Toh Yeh Lamha Hai
Haan Isme Hi Toh Sada Hai

Tum Ho Toh
Jo Tum Ho Toh
Jo Tum Ho Toh
Tum Ho Toh Tum Hi Tum Ho…

Hmm Hmm….

अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न (FAQ)

"Tum Ho Toh" गाना Hansika Pareek, Vishal Mishra ने गाया है।

"Tum Ho Toh" गाना "Saiyaara" से है।

"Tum Ho Toh" गाने के बोल Raj Shekhar ने लिखे हैं और संगीत Vishal Mishra ने दिया है।

"Tum Ho Toh" के म्यूजिक वीडियो में Ahaan Panday, Aneet Padda नजर आते हैं।

Comments

Links are not allowed in comments.

No comments yet. Be the first to comment.

Tum Ho Toh - Song Information
Tum Ho Toh lyrics is from Saiyaara. The song is sung by Hansika Pareek, Vishal Mishra, with music composed by Vishal Mishra, with lyrics written by Raj Shekhar. This Hindi track offers an engaging musical experience for listeners. It was released on Jul 11, 2025 under the YRF Music label. It features Ahaan Panday, Aneet Padda and is directed by Mohit Suri. This song adds to the soundtrack of Saiyaara.

Tum Ho Toh - Song Credits & Details